WhatsApp Group Join Now

Ayushman Card Pending Problem Solution in Hindi 2024

Ayushman Card Pending Problem Solution in Hindi :- ayushman card pending problem solution in hindi article mai main aapko bataunga ki agar aapne ayushman card ke liye apply kar rakha hai. Or apki ayushman ekyc pending aa rahi hai to is article ko pura pade.

Ayushman card pending problem solution in hindi article me aapko pata chalega ki ayushman card pending status check kaise kare. Ayushman card pending se kaise nikale. Ayushman card pending approval time kitna lagega. Sab jankari aapko is article mai mil jayegi.

Bharat sarkar ke dwara ayushman card banane jaa rahe hai.or aapne ayushman card online apply kiya tha or aapka ayushman card status pending aa raha hai to main aapko bataunga ki kaise aap ghar baithe baithe apna pending ayushman card approved kaise karaye.

Bharat sarkar me ayushman card yojana shuru kar rakhi hai is yojana me garib parivaar ke ayushman card ban rahe hai. Ayushman card ki madad se aap 5 lakh tak ka free ilaaj kisi bhi hospital  me karwa sakte hai.

Bahut se logo ne ayushman card ke liye apply kar rakha hai par unko nahi pata ki ayushman card pending kaise approve karwaye. Log internet sar search kar kar ke pareshan ho gaye hai how to check ayushman card status 2023. Par ayushman card pending solution kisi ko nahi pata.

Ayushman Card Pending Problem Solution in Hindi

Dosto agar aapne apna ayushman abhi tak download nahi kiya to internet par janakar ayushman card download kar le. Kyuki ayushman ki list aa chuki hai. Agar aapka ayushman card ekyc pending dikha raha hai to aapko ayushman bharat yojana helpline number 14555 par call karke ayushman card ekyc pending status ke bare me jaan sakte hai.

Ayushman Card ekyc Pending Approve Kaise Karwaye.

Dosto ab main aapko batata hu ki agar aapka ayushman card status pending dikha raha hai to usko approve kaise karwana hai. Yaha main aapko kuch steps bata raha hau jinki madad se aap apne pending ayushman card approved karwa sakte ho.

Agar aapko ayushman card pending problem ka solution chahiye to sabse pehle aapko ayushman card pending approval ki official website https://pmjay.gov.in par jana hoga.

Home page par jane ke baad aapke samne GRIEVANCE ka option dikhai dega . Aapko us par click karna hai.

Fir aapko Register Your Grievance wale option par click karna hai.

Ab aapko yaha par apne scheme ka naam PMJAY/CAPF/ESCI/BOCW me se kuch bhi select karna hai.

Ab aapke samne Grievance registration form khul jayaga.

Form me aap se jo bhi detail mangi ja rahi hai wo aapko sahi sahi fill karni hai.

Or form submit kar dena hai.kuch dino baad apka ayushman card pending problem solve ho jaegi.

Ayushman Card Pending Approve Kaise Kare.

Dosto ab baat kar lete hai ki pending ayushman card approved kaise karwaye. Dosto bharat sarkar me 1 November se sabhi ke ayushman card banna shuru ho gaye hai. Aise mai bahut se log hai jinke ayushman card ekyc karne ke baad ayushman card status pending ho rahe hai.

Ayushman card pending hone se logo ko bahut problem ho rahi hai. To aap ayushman card pending helpline number 14555 par call karke apna ayushman card pending approve karwa sakte hai.

Ayushman Card Pending Helpline Number

Dosto agar aapko ayushman card pending problem aa rahi hai to aap ayushman card pending helpline number par call karke ayushman card pending status pata kar sakte hai. Ya aap apna ayushman card pending clear karwa sakte hai.

Ayushman Card Pending Helpline Number 14555 par call karke apni problem ka solution karwa sakta hai.

Some Other Important Link :-

Dosto main umeed karta hu ki aapko hamara ye article ayushman card pending approve kaise karwaye samjh aa gya hoga. Is article ko padh kar aap badi asani se apna pending ayushman card approved karwa sakte hai. Agar aapko hamara ye article acha laga to apne dosto ke sath share kare taki wo bhi apne pending ayushman card approved karwa sake.

Sharing Is Caring:

Leave a Comment